Allah ke 99 Naam Aur Un Ki Fazilat

Allah is the Arabic word for God.In Islamic tradition, there are 99 Names of God (asmaul husna meaning: "The best names") each of which evoke a distinct characteristic of Allah. According to the Hadeeth Rasoolullah (S.A.W) said that there are 99 Beautiful Name of Allah. If anyone makes du'aa through them, his or her duaa will assuredly be granted. Whoever learns them and recites them will surely enter Jannah. According to another source whoever commits them to memory and recites them constantly will surely enter Jannah.You can read in this page allah ka naam islam urdu, allah ka naam in urdu, allah ke naam 99, allah ke naam aur meaning, allah ka naam aur un ki fazilat, allah ke naam ki barkat.
 Image result for allah ke naam



Asmae Husna Urdu:

The name of Allah Meaning in Urdu Meaning in English
Allah Khaliq e Qainaat Allah
Ar-Rahmaan Buhat meharban The Compassionate,
Ar-Raheem Nehayat raham wala The Merciful
Al-Malik Badshah The King
Al-Quddoos Pak Zat The Holy
As-Salaam Salamti Wala The Source of Peace,
Al-Mu'min Aman dene wala Guardian of Faith
Al-Muhaimin Nigrani karne wala Protector
Al-Azeez Ghalib The Mighty
Al-Jabbaar Zabardast The compeller
Al-Mutakabbir Barayi wala The Majestic
Al-Khaaliq Banane wala The Creator
Al-Bari' Paida karne wala The Evolver
Al-Musawwir Surtein banane wala The Fashioner
Al-Ghaffaar Bakhshne wala The Great Forgiver
Al-Qahhaar Dabao wala The Dominate
Al-Wahhaab The Bestower
Al-Razzaaq Rozi dene wala The Provider
Al-Fattaah Kholne wala The Opener
Al-Aleem Janne wala The all khowing
Al-Qaabiz Tung karne wala The constricter
Al-Baasit Kushada karne wala The Expander
Al-Khaafid Past karne wala The Abaser
Ar-Raafi Buland karne wala The Exalter
Al-Muiz Izzat dene wala
The Honorer
Al-Muzil Zaleel karne wala The dishonorer
As-Samee Khoob sunne wala The all hearing
Al-Baseer Khoob dekhne wala The all seeing
Al Hakam Faislah karne wala The Judge
Al Adl Insaaf karne wala The one who is entitled to do what he does
Al Lateef
Mehar baan The Subtle one
Al Khabeer- Khabar rakhne wala The Aware
Al-Haleem Burd bar The Forebearing
Al-^Azeem Buhat Azmat wala The Great one
Al-Ghafoor- Khoob bakhshne wala The all forgiving
Ash-Shakoor Qadar dan The Graeful
Al-^Aliyy Bulandi wala The most high
Al-Kabeer Buhat bara The most great
Al-Hafeez Hifazat karne wala The preserver
Al-Muqeet Rozi punchane wala The Maintainer
Al-Haseeb Kafayat karne wala The Recknor
Aj-Jaleel Buzurgi wala The Sublime one
Al-Kareem Izzat wala
The Generous One
Ar-Raqeeb Nigehbaan The watcher
Al-Mujeeb Qabool karne wala
The Responsive
Al-Wasi Kashaish wala The Vast
Al Hakeem
Hikmat wala
The Wise
Al-Wadood Muhabbat karne wala The Loving
Al-Majeed Bari shan wala The most glorious one
Al-Ba^ith Uthane wala The reserrector
Ash-Shaheed Hazir The witness
Al-Haqq Sacha Malik Thetruth
Al-Wakeel Kaam bananee wala The trustee
Al-Qawiyy Zor aawar The Most Strong
Al-Mateen Quwat wala The firm one
Al-Waliyy Himayat karne wala The protecting friend
Al-Hameed Khoobyon wala The priseworthy
Al-Muhsee Ginne wala The counter
Al-Mubdi' Pehli bar paida karne wala The Originator
Al-Mu^eed Dobara paida karne wala The Reproducer
Al-Muhyi Zindah karne wala The Restorer
Al-Mumeet Marne wala The Creator of Death
Al-Hayyo Zindah The Alive
Al-Qayyoom Sab ka thamne wala The Self-Subsisting
Al-Waajid Pane wala The Perceiver
Al-Majid Izzat wala  The Glorious
Al-Waahid Akela The Unique
Al-Ahad Aik The One
As-Samad Be ahteaj The Eternal
Al-Qaadir Qudrat wala The Able
Al-Muqtadir Moqdor wala The Powerful
Al-Muqaddim Aage Karne Wala The Expediter
Al-Mu'akh-Khir Piche karne wala
The Delayer
Al-Awwal Sab se pehle The First
Al-Akhir Sab se aakhir Al-Akhir-Sab se aakhir-
Az-Zaahir Zahir The Manifest
Al-Baatin Poshidah The Hidden
Al-Walee Malik The Governor
Al-Muta-ali Buland Sifaton wala The Most Exalted
Al-Barr Ahasaan karne wala The Righteous
At-Tawwaab Toba Qabool karne wala The Acceptor of Repentance
Al-Muntaqim Badlah lene wala The Avenger
Al-Afuww Muaf karne wala The Pardoner
Ar-Ra'uf Narmi karne wala The Compassionate
Malik Al-Mulk Badshahi ka malik The Eternal Owner of Sovereignty
Zul-Jalal wal-Ikram Jalal wala The Lord of Majesty and Bounty
Al-Muqsit  Insaf karne wala The Equitable
Aj-Jaami Ikatha karne wala The Gatherer
Al-Ghaniyy Be parwa The Self-Sufficient
Al-Mughni Be parwa karne wala The Enricher
Al-Maani Rokne wala The Preventer
Ad-Daarr Noqsan punchane wala The Distresser
An-Nafi Nafa punchane wala The Propitious
An-Noor Roshan karne wala The Light
Al-Haadi Hidayat dene wala The Guide
Al-Badi Nayi tarah paida karne wala The Incomparable
Al-Baaqi Baqi rehne wala The Everlasting
Al-Waariso Sab ka Waris The Supreme Inheritor
Ar-Rasheed Nek rah batane wala The Guide to the Right Path
As-Saboor Sabar karne wala The Patient


Allah ke Naam ki Fazilat

Allah is the Arabic word for God. In Islamic tradition, there are 99 Names of God (asmaul husna meaning: "The best names") each of which evoke a distinct characteristic of Allah. That person who remember and repeating the 99 name of Allah almighty they are not only world but also in heaven will be honored. Since, there are 99 names of God and each name has separate characteristic. Here are the few names of Allah mentioned the man who are in problem recite these name and can get rid of the problem.

Ya Rehmaan: To recite 100 times after every prayer you will be love for everyone will come from.

Ya Salam: Patient will be healed if this name is recited 160 times and blown (dam).

Ya Azeez: 40 days after the fajar prayer, reciting the person become autonomous.

Ya Khaliq: 100 times, that person who make a routine reciting the after zuhar prayer God set the Angel of Resurrection will continue to pray for the reader. His face will be bright. If the couple is childless then recite 1000 times’ daily. Allah will give them children.

Ya Razaq: That person who recite this name Allah will take care of his sponsorship.

Ya wahab : after pray (dua) recite this name their pray will accept. That person who has less income and cannot afford recite this name continue 7 night after two rikat nafil pray 1000 times they can get rid of their problem.

Ya Aleem: Recite 100 times before sun shine God's mercy all problem will away. Life will be very peaceful.

Ya Kabeer : Who recite this name daily 100 times they will be respected person for everyone.

Ya Moqeet: If any child has bad habit then recite this name and blown (dam) on the glass of water and drunk him.

Ya Wase: For getting job recite this name they can get job with the help of Allah almighty.

Ya Haq : recite this name get things which are lost.

Ya Qawi: Those people who are facing problem from their enemy, that person recite this name for save from enemy.

Ya rasheed: between after maghrib and isha prayer 1000 times recite this name the problem will away.
You can read in this page Allah ke naam, allah ke 99 naam, allah ke naam in urdu, allah ke naam ki fazeelat, allah ke naam ki barkat, allah names, allah ke naam ki fazilat, Asmaye husna key fayooz, Asmaye Husna ki fazilat

Asma e Husna Wazaif:

Asmaye husna key bare mein sahi muslim aur tarmizi mein likha hai keh yeh allah tala key 99 naam hain. Inhein jo bhi hifz kar ke dohraye ga ise dunya mein hi nahi aakhrat mein bhi izzat bakhshi jaye gi. Chun keh Allah tala key har naam ki alag khasyat aur alihdah sifat hai lehaza in key fawaid aur khawas bhi mukhtalif hain. Yahan hum chand asmaye husna ka tazkirah kar rahe hain jin ka wird insanon ko mushkilat pareshanyon se chutkara dila sakta hai.

Ya Rehman: Har namaz key baad 100 martabah wird karne se aap par har shakhs mehar baan ho jaye ga aur muhabbat o shafqat se pesh aaye ga.

Ya Salam: Yeh ism 160 martabah parh kar kisi mareez par dam kia jaye to woh shafa yab ho jaye ga.

Ya Azeez: 40 din tak fajar ki namaz key baad wird karne wala shakhs khood kafeel ho jaye ga aur kIsi ki imdad se be neyaz rahe ga.

Ya Khaliq: Roz zuhar key waqt 100 martabah is ka wird maamool bana lia jaye to is key badle Allah pak aik farishatah moqarrar kar dete hain jo ta qiyamat prhne wale key haq mein dua karta rahe ga. Is ka chehra roshan ho jaye ga. Agar koi jora be aulaadi ka shikar hai to woh aik saal tak har roz aik hazar martabah is ka wird kare. Insha Allah tala inhein aulaad jaisi neamat mayassar aajaye gi.

Ya Razaq: jo shakhs is ism ka wird karta hai Allah tala is ki kafalat apne zumme le leta hai.

Ya Wahab: dua key baad agar koi shakhs is ka wird kare to is ki dua qabool hogi, kisi key chungal mein phansa shakhs bahir nikal aaye ga. Kam aamdani key sabab guzr basar mushkil se hoti ho to mosalsal saat raton ko do rikat nafil ki adaigi key baad aik hazar martabah parhne se tangdasti door ho jaye gi. Aur mushkilat se nijat mile gi.

Ya Aleem: dil tajalyat se manaowar ho jaye ga aur suraj nikalne se qabal 100 martabah wird kia jaye to tamam pareshanyan door ho jayein gi. Aman o sakoon ki zindagi hogi aur Allah ka fazal o karam shamil hal rahe ga.

Ya Kabeer: har roz 100 martabah wird karne wala shakhs dunya ki nazron mein moazziz mohtaram ho jaye ga.

Ya Hafeez: yeh ism dohrane se har qisam ki aafat se nijat milti hai aur insan na gahani aafat key elawah hadsat se mehfooz rehta hai.

Ya Moqeet: agar kisi bache ki aadat o atwar kharab hon to ise yeh ism aik glass pani par dam kar key pilayein insha allah afaqah hoga.

Ya Wase: hasool rizq key liye pareshan shakhs yeh ism dohraye to is ki amdani ka wasilah paida ho jaye ga.

Ya Haq: is ka wird karne se gumshudah cheezein mil jayein gi.

Ya Qawi: apne dushmanon key hathon tung aaya hua shakhs agar is irade se yeh ism parhe keh is ka dushman ise koi noqsan nahi puncha sakta to woh dushman key ghalbe se mehfooz rahe.

Ya Moeed: agar koi fard gum ho jaye to yeh ism 70 martabah dohrane se khoya hua shakhs wapis aajaye ga.

Ya Rasheed: maghrib o isha ki namazon key baad yeh ism aik hazar martabah parhne se mushkilat door ho jati hai.


 Allah Name I begin, the Beneficent, the Merciful



He is Allah, there is no Allah but Him.
Allah has said ask from Me  through mentioning My names.
(Hadith Qudsi)
Religious scholars have related that Allah has three thousand names. One thousand are only known by angels, 1,000 known only by prophets, 300 are in the Torah (Old Testament), 300 are in Zabur (Psalms of David), 300 are in the New Testament, and 99 are in the Qur'an. This makes 2,999 Names. One Name which has been hidden by Allah is called Ism Allah al-azam: The Greatest Name of Allah.

The following are the 99 names of Allah as listed in Ninety-Nine Names of Allah.






Reply With Quote

Comments

Popular posts from this blog

Ghusal ka triqa By hadith(hadees) ki rooshni mein ghusal key sunnat aur fraz

Ynés Mexía