HADEES OF THE DAY(hadees of hazarat Muhammad PBUH)
HADEES OF THE DAY
Whoever Reads One Letter From The Book Of Allaah ….
Date: 13-10-2012
Abdullaah Ibn Mas’ood Said: The Messenger of Allaah Sallallahu Alaihay Wasallam (Peace And Blessings Of Allaah Be Upon Him) Said: “Whoever Reads One Letter From The Book Of Allaah Will Earn One Good (Hasanah) Thereby. One Good Deed Iss Equal To Ten Good Deeds The Like Of It. I Do Not Say That Alif-Lam-Mim Is A Letter, But Alif Is A Letter, Laam Is A Letter And Meem Is A Letter.’”
-: (Al-Tirmidhi, 2910; Classed As Saheeh By Al-Albaani In Saheeh Al-Tirmidhi, 2327)
Who Would Refuse? ….
Date: 01-10-2012
“All Of My Followers Will Enter Paradise Except Those Who Refuse.”
It Was Asked: “O Messenger Of Allah, Who Would Refuse?”
He (Sall-Allaahu ‘Alayhi Wa Sallam) Said:
“He Who Obeys Me Enters Paradise And He Who Disobeys Me Has Refused.”
-: (Reported By Al-Bukhari)
From One Umrah To Another Is An Expiation …
Date: 25-08-2012
It Was Narrated From Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu That The Prophet Peace Be Upon Him Said:
“From One Umrah To Another Is An Expiation For The Sins That Came In Between Them,
And Hajj Mabrur (An Accepted Hajj) Brings No Less A Reward Than Paradise.”
- Sunan Ibn Majah, Vol 4 , #2888 (Sahih)
When Allah Gathers Together The Earlier And Later ….
Date: 16-08-2012
Ibn Umar Reported: The Messenger Of Allah, (Peace Be Upon Him), Said,
“When Allah Gathers Together The Earlier And Later Generations On The Day Of Resurrection,
He Will Raise A Banner For Every Treacherous Person And It Will Be Announced That This Is The
Treachery Of So-And-So The Son Of So-And-So.”
-: [Sahih Muslim, Book 19, Number 4301]
»»»
Benefits after death ……
Date: 30-07-2012
Narrated Aisha: A man said to the Prophet (Sallallahu Alaihay Wasallam), “My Mother died suddenly and I thought that if she had lived she would have given alms. So, if I give alms now on her behalf, will she get the reward?” The Prophet replied in the affirmative.
-: (Book #23, Hadith #470)
Ehteraam-E-Hadees ……
Date: 30-12-2012
Hazrat-E-Imaam Maalik Radi Allahu Anhu Ek Martaba Huzur Salallahu Ta’ala Alaihi Wasallam Ki Hadees Bayaan Farma Rahe The Ki Logo Ne Dekha Ki Aapka Chehra Kisi Takleef Ke Baa’is (Wajah) Zard Ho Raha Hai, Aur Bade Be-Chain Ho Rahe Hain, Bawajud Iske Aap Ne Hadees Ka Dars Tark Na Farmaya. Aur Ba-Dastur Bayan Farmate Rahe
Aur Jab Bayan Khatm Farma Chuke To Logo Ne Wajah Daryaaft Ki, To Aap Ne Qamees Utaar Di Jis Me Ek Bichchhu Nikla. Jisne 6 Daf’a (Baaz Kitabo Me 70 Daf’a Bhi Aaya Hai) Hazrat-È-Imaam Ko Dasa Tha.
Hazrat-E-Imaam Ne Farmaya Ki: “Hadees Bayan Karte Huye Ye Bichchhu Mujhe Das Raha Tha. Magar Maine Ehteraam-E-Hadees Ke Pesh-E-Nazar Hadees Ka Dars Na Chhoda. Mera Kya Hai, Kuchh Ho Magar Hadees Ka Adab-O-Ehteraam Bahar Haal Muqaddam Hai.”
-: (Sachchi Hikaayaat Safa. 368)
Huzoor Taariki Me Iss Tarhaa Dekhte The Jis Tarha ……
Date: 29-12-2012
Ummul Momineen Hazrat-E-Ayesha Siddiqa Radi Allahu Anha Se Riwayat Hai Ke
“Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Taariki (Andheire) Me Iss Tarhaa Dekhte The
Jis Tarhaa Tamam Log Raushani Aur Noor Me Dekhte Hai”
-: (Baihaqi Sharif)
Ambiya Wirasat Me Sirf Ilm Chhodte Hai ……
Date: 29-12-2012
Abu Darda Radiallahu Anhu Se Riwayat Hai Ki,
Nabi-e-Kareem Sallallaho Alayhi Wasallam Ne Farmaya :
Ulama Ambiya Ke Waris Hai. Ambiya Wirasat Me
Na Duniya Chhodte Hai Aur Na Dirham, Balke Wo Wirasat Me
Ilm Chhodte Hai. Jis Ne Ise (Yani Ilm Ko) Hasil Kiya
Uss Ne Bada Hissa (Ambiya Ki Wirasat Main Se) Paa Liya.
-: (Ibne Maja : Hadees-223, Kitab Us Sunnat)
Sab Se Jyada Khoufnak Cheez Konsi ?……
Sufyan (Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Bin Abdullah Saqfi Se Riwayat Hai, Ke Maine Kaha
“Aye ALLAH Kai Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Jin Cheezon Ko Aap Mere Liye
Khoufnak Farmate Hai Unn Me Sub Se Zyada Khoufnak Konsi Cheez Hai ?
Rasoolallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni ZUBAAN Ko Pakra Aur Fermaya Yeh Hai.
-: (Tirmizi Sharif)
Comments